Saturday, 22 July 2017

Sabaq 7 Shaaz Wa Munkir ki Tareef

SABAQ 7


Shaaz wa Munkir ki Tareef



Shaaz Hadees

Koi Siqah Rawi Jab apne se jyada siqah rawi ki Mukhalifat kare tab Marjooh Hadees Shaaz hogi aur Raajeh Hadees ko Mehfooz Kaha jayega


Munkir Hadees


Jab koi Zaeef Rawi kisi Dusre Siqah Rawi ki Mukhalifat kare tab Marjooh Hadees Munkir Kehlayegi aur agli hadees Maroof hogi

Yeh dono Zaeef ki kism me se hai.


No comments:

SABAQ 39 AHWAL-e-RAWI

SABAQ 39  AHWAL-e-RAWI Rawiyo ke Haalat, yani woh aadil hai ya Majrooh hai ya Majhool hai? jab tak iska ilm na hoga tab tak Hadees...